gam shayari

kya kho diya kya pa liya

Kya Kho Diya Kya Pa Liya Yahi Sochta Umr Bita Liya Rishton me Yahan Sukun Nahi Har Kisi Ko Aajma Liya-shayari

shayari latest shayari new

Kya Kho Diya Kya Pa Liya
Yahi Sochta Umr Bita Liya

Rishton me Yahan Sukun Nahi
Har Kisi Ko Aajma Liya

Apne Liye Kabhi Ji Na Saka
Apno Ne Itna Uljha Liya

Bure Halaton Me Jab Fansa
Khuda Hi Tha Jisne Bacha Liya

shayari green pre shayari green next

Advertisements

Leave a Reply